Jeene Ki Khwaish Me Har Roz Marte Hai, Wo Aaye Na Aaye Hum Intezaar Karte Hai, Jutha Hi Sahi Mere Dost Ka Vaada Hai, Hum Sach Maankar Aitbar Karte Hai...
Ab aur manzil pane ki hasrat nahi rahi, Kisi ki yaad me mar jane ki fitrat nahi rahi, Aap jaisa dost jab se mila hai, Kisi aur ko dost banane ki zaroorut nahi rahi..
Mere Dost Mujhse Kaha Karte Hain, Ki Hum Unse Kam Mila Karte Hain, Par Vo Nadaan Itna Nahi Samajhte Hain, Ki sitare Door Se Hi Roshni Diya Karte Hain..
Tanhayi mere dil mai samati chali gayi, Kismat bhi apna khel dikhati chali gayi, Mehekti fiza ki khusbu me jo deka pyar ko, Bas yaad unki aayi aur rulati chali gayi….
Comments
Post a Comment