Skip to main content

Friendship

Ab aur manzil pane ki hasrat nahi rahi,
Kisi ki yaad me mar jane ki fitrat nahi rahi,
Aap jaisa dost jab se mila hai,
Kisi aur ko dost banane ki zaroorut nahi rahi..

Comments

Popular posts from this blog

Mere Dost Mujhse..

Mere Dost Mujhse Kaha Karte Hain, Ki Hum Unse Kam Mila Karte Hain, Par Vo Nadaan Itna Nahi Samajhte Hain, Ki sitare Door Se Hi Roshni Diya Karte Hain..

Tanhayi

Tanhayi mere dil mai samati chali gayi, Kismat bhi apna khel dikhati chali gayi, Mehekti fiza ki khusbu me jo deka pyar ko, Bas yaad unki aayi aur rulati chali gayi….