Skip to main content

Ae Dost...

Tumse duri ka ehsas jab satane laga,
Tumhare sath gujara har ek lamha yad aane laga,
Jab bhi tmhe bhulane ki koshish ki,
Ae dost tu dilke aur pass aane laga....

Comments

Popular posts from this blog

Friendship

Ab aur manzil pane ki hasrat nahi rahi, Kisi ki yaad me mar jane ki fitrat nahi rahi, Aap jaisa dost jab se mila hai, Kisi aur ko dost banane ki zaroorut nahi rahi..

Mere Dost Mujhse..

Mere Dost Mujhse Kaha Karte Hain, Ki Hum Unse Kam Mila Karte Hain, Par Vo Nadaan Itna Nahi Samajhte Hain, Ki sitare Door Se Hi Roshni Diya Karte Hain..

Tanhayi

Tanhayi mere dil mai samati chali gayi, Kismat bhi apna khel dikhati chali gayi, Mehekti fiza ki khusbu me jo deka pyar ko, Bas yaad unki aayi aur rulati chali gayi….