Skip to main content

Birthday Shayaris

Yahi dua karta hun mai khuda se,
Aapki zindigi mein koi gam na ho,
Janamdin per mile hazaro khusiyaan,
Chahe unme shaamil hum na ho.....


Hum aapke janamdin par dete hain yeh dua,
Hum aur tum milkar, honge kabhi na juda,
Jivan bhar sath denge apna hai ye vaada,
Tujh par apni jaan bhi denge, apna hai ye irada...



Aaj khushi to mujhe aapse jayada hai,
Halaki a din to aapka hi hai,
Yeh khuda ki hamare upar meherbani hai,
Ke aap jaisa humsafar hamare zindagi me hai...
Janamdin Mubarak Ho!


Har raah aasan ho,
Har raah pe khushiyan ho,
Har din khubsoorat ho,
Aisa hi poora jeevan ho,
Yahi har din meri dua ho,Aisa hi tumhara har janamdin ho!

Comments

Popular posts from this blog

Friendship

Ab aur manzil pane ki hasrat nahi rahi, Kisi ki yaad me mar jane ki fitrat nahi rahi, Aap jaisa dost jab se mila hai, Kisi aur ko dost banane ki zaroorut nahi rahi..

Mere Dost Mujhse..

Mere Dost Mujhse Kaha Karte Hain, Ki Hum Unse Kam Mila Karte Hain, Par Vo Nadaan Itna Nahi Samajhte Hain, Ki sitare Door Se Hi Roshni Diya Karte Hain..

Tanhayi

Tanhayi mere dil mai samati chali gayi, Kismat bhi apna khel dikhati chali gayi, Mehekti fiza ki khusbu me jo deka pyar ko, Bas yaad unki aayi aur rulati chali gayi….